How to change Whatsapp chat background image ?



Dosto, Whatsapp ek popular Social messaging App hai jaha par aap aapke friends ke sath chat karsakte hai. Aajkal sabhi log whatsapp ka use kar rahe hai chahe woh business ke liye. dosto Whatsapp ne hum Sabhi ke bahut se kamo ko aasan bana diya hai.jaise agar hame koi Documents ek jagaha se dusri jagah par photo nikal kar bhej sakte hai jisse hamara kam asaan hojaye. Whatsapp ke zariye hum aapne friends,relative se Video Call karsakte hai aur sath hi sath hum Voice call bhi karsakte hai.

  • What is Whatsapp chat background image? 

Dosto, Whatsapp ko 1 billion se bhi jyada log use kar rahe hai aur mai bhi whatsapp ko use karta hu aur aap bhi isse use karte hai toh dosto aapne dekha hoga ki aap jab bhi kisse se chat karte hai to aapne dekha hoga chat ke piche yani Background me ek simple sa white image dikhay deta hai. Pahale hum background image ko change nahi kar sakte the. But ab hum Background Image ko change kar sakte hai. 

  • Whatsapp chat background Image lagane ke fayade? 
Aaj kal sabhi log apne friends ke sath chat karte hai. Chatting karte samay simple background Image dekh kar bor hojate hai.
Issliye kai sare log third party applications use karte hai apne whatsapp ko ek naya attractive look dene ke liye jaise Whatsapp gb,Whatsapp plus etc.

But, Dosto jitne third party applications hote hai ( Whatsapp gb,Whatsapp plus etc.)
Yeh sare unsecure hote hai jiss se aap ka data koi bhi Hack karsakta hai. Iss liye aap sabhi ko Whatsapp ka Official Application use karna chahiye jiss se aap ka koi bhi data hack nahi kar payega aur aap 100% secure rahoge issliye mai aapko bina koi App use kiye Whatsapp chat background image change kaise karte hai bataunga. 


  • How to change Whatsapp chat background Image? 
Dosto, Whatsapp chat background Image ko Change karna bahut hi asaan hai.simply niche diye gai steps ko aap follow kijiye aur whatsapp chat background ko change Kijiye.dosto aapko IN sare cheezo ko dyan Me rakh na Haggai aur yeh kaam karan khai varna aap ka kaam nahi hopay ga dosto do aapko iaise sare kaam ko Dyan Me rakh kar yeh sabkuch karan chaiye warna aaoka aap ka kaam nahi ko hoapa payega ho warna aap ko koi big ake leja yega aapko fyan Me rakh na had dost do kuch big Ho kisi ki bhi bato Me nahi aana hai buss some bato Me raho aur kaam karo warna aap kuchw nahi kar pao ge toh dhya nme rakhit dosto sos aagrwa aap dhtyan Me Magi rakho ge toh musibat aasaktei hai. 

Follow the steps to change Whatsapp chat background Image :-

  • Step 1
Sab se pahale apne android phone me Whatsapp ko open kijiye.


  • Step 2
Open karne ke baad left side corner me 3 dot ke option par Click Kijiye.


  • Step 3
3 dot ke option par Click karne ke baad aapko kuch options Show honge (jaise ex. New group,New broadcast,Whatspp web,Starred messages and Settings) en options me se aapko Setting par Click karna hai.


  • Step 4
Setting par click karne ke baad aapko aapki profile image Show hongi aur ussi ke niche aapko kai sare options honge bus aapko un options me se aapko Chat wale option par click karna hai.



  • Step 5
Chat par Click karne ke baad aapko kuch options Show honge (jaise ex. Wallpaper,Chat backup,Chat history) en options me se aapko Wallpaper wale option par click karna hai.



  • Step 6 
Wallpaper ke option par click kane ke baad aapko kuch options Show honge (jaise ex. Gallery,solid colour etc.) aapko en options me se Gallery ke option ko click karna hai.



  • Step 7
Gallery ke option par click karne ke baad aapke mobile me jitne bhi images hai woh sare images aapko Show honge bus aapko jo bhi Image background me lagana hai uss Image ko select Kijiye.



  • Step 8
Image select karne ke baad aapko simply ek demo screen show honga jiss me aapko set button par click karna hai. 




Toh dosto iss tarah se aap Whatsapp chat background image ko change karsakte hai.


  • How to change chat background image to a colour image? 
Dosto, aap chat background me aap Image ke replace me aapke favourite colours bhi laga sakte hai jiss se aapka whatsapp aur bhi aacha dikhne lagega. 

Follow the steps to change Whatsapp chat background Colour :-

  • Step 1
Sab se pahale apne android phone me Whatsapp ko open kijiye.


  • Step 2
Open karne ke baad left side corner me 3 dot ke option par Click Kijiye.


  • Step 3
3 dot ke option par Click karne ke baad aapko kuch options Show honge (jaise ex. New group,New broadcast,Whatspp web,Starred messages and Settings) en options me se aapko Setting par Click karna hai.


  • Step 4
Setting par click karne ke baad aapko aapki profile image Show hongi aur ussi ke niche aapko kai sare options honge bus aapko un options me se aapko Chat wale option par click karna hai.



  • Step 5
Chat par Click karne ke baad aapko kuch options Show honge (jaise ex. Wallpaper,Chat backup,Chat history) en options me se aapko Wallpaper wale option par click karna hai.



  • Step 6 
Wallpaper ke option par click kane ke baad aapko kuch options Show honge (jaise ex. Gallery,solid colour etc.) aapko en options me se Solid colour ke option ko click karna hai.


  • Step 7
Solid colour ke option par click karne ke baad aapko Colours ki list Show hongi bus aapko un colours me se koi bhi aapka favorite colour choose kijiye. 


  • Step 8
Colour select karne ke baad aapko simply ek demo screen show honga jiss me aapko set button par click karna hai.



Toh dosto iss tarah se aap Whatsapp chat background image ko colours me change karsakte hai.



Toh Dosto,Agar aapko hamara yeh article pasand aaya toh please hamare youtube channel ko subscribe kijiye, hame instagram par follow kijiye.



Comments

Popular posts from this blog

How To Add A Custom YouTube Thumbnail To Your Videos

How to create thumbnails for blog post?

gta san andreas Download ONLY 400 MB